Sunday, February 05, 2006

DOSTON is SHAKSH ko achchi tarah se pechaan lijiye ....iski is Kali, Bhayanak aur thuki hui shakal par yakeen maniye kyunki jaisa yeh dikh raha hia yeh wahi hai EK DARINDA.
Is hafte yeh hai humara PUBLIC ENEMY Number 1 aur hum isse isske ASAL thikane par pahuncha kar hi dum lenge. yahi ki SALAKHON KE PEECHE.
IIT's most wanted RISHI GUPTA.

Its pretty easy to get an idea of wat happened on the 3rd feb night after you take a look at these two pics.So Anshu, joshi n golu ki job treat Intercontinental ka plan. Wing ke har bande ne fight maar ke dinner nahin kiya kyunki Mid night buffet ki treat thi.mujhe aaj tak samajh mein nahin aaya yeh 5 star wale iitians ko midnight buffet mein ghusne kaise dete hian. Once they get in its hard to diffrentiate between them and the tsunami victims fighting for Red Cross aids.
Kahani mein twist yahan aa gaya... 3rd night there was also acoustic dusk( IITB intra rock fest) bas main to room par hi baitha tha ki as always GUPTA room par aata hai."laddoo!! chalo AD chalte hain aadhe ghante mein aa jayenge. last year this same aadha ghanta lasted for 4 hours 7 khambes arnd 15 guys arnd 20 pukes n 7 tubelights,. Uss wing mein main aaj bhi jane se darta hoon ki kahin koi uss din ka hisaab na pooch le.

So i also said yes again( ab main bhi koi sati savitri to hoon nahin ) once we get to H9 the world is a diff place it all started with one beer. But haan me n gupta both
took care ki we drink in control kyunki treat thi aur PAISE WASOOL karne they. I had arnd 1 peg n 1 beer.
Then we came back and shot off for Inter then suddenly BANG!!!!!!!!!!!! i was lying on the road my head bleeding ..rest likh ke bore nahin karunga.
(Gupta ki repo bahut god hai wing mein Ab yeh PHANTOM BHI TO HAI, biek mein tractor ka tyre lagaya hau hai n CUT BAAZI ka bhi shauk hai inhe.
But still people say gupta bike mast chalata hai ......But aaj mujeh sachai ka pata lag chuka hai).
Bottom Line minor injury 2 stiches i m all fine n in good health( i know not a good news for many ) but I AM STILL ALIVE.
but deviyon aur sajanno Pehchaan lijiye is shaksh ko mere jaise kitne MASOOMON ki zindagi ke saath khelna isska pesha hai . yeh kahi bhi kabhi bhi hum sabki jaan ko
khatre mein daal sakta ahi
remeber TOGETHER WE CAN AND WE WILL MAKE A DIFFERENCE.

1 comment:

Anonymous said...

GOD likha hai =))